Thursday, June 17, 2010

Khuda ke nawaaze anmol lamhe

"Hamesha be-qabil nahi hota har guzara hua lamha,
kabhi kabhi dhoondne pe khuda bhi mil jaaya karte hain....."

"Kyon beetein lamhon ko pal-pal qaid karta hai Zafar,
kho jaane de beetein lamhon ko agar khote hain,
dekh Khuda naye lamhe har pal banata hai tere liye..."

No comments: